Subscribe For Free Updates!

We'll not spam mate! We promise.

Tuesday 16 July 2013

learn what is google adsense in urdu



ajkal internet ka zamana hai aur her cheez jo ap search karna chahtay hai wo apko internet per asani say miljati hai.lekin log internet per lakhon rupee daily earn kartay hain advertisement kay zaryay kiun kay ajkal her cheez ki advertisement hoti hai aur log is cheez ko kharedtay hai.



google ka to sub ka pata hai kay google aik buhat ki bari internet ki company hai aur is ki assest ki tadat billions dollar main hai.google apney users ko online earning ka zariya deti hai aur is ka name hai google adsense.


google adsense aik aesi cheez hai jis say agar hum chaheen to rozana hazroon ki tadat main paisy kama saktay hai wo bhi koi bara kam nahi hai.buhat kum umer kay larkay google adsense say daily aur monthly basis per hazaron dollar earn kartay hain.lekin  google adsense say paisey earn karney kay liay hamain in cheezon ki lazmi skills honi chahyay.



  • web designing must
  • seo
  • good english
  • google knowledge of internet
  • html,css and java scripting.

agar apko yeh sub cheezain agai to koi mushkil nahi kay ap rozana google adsense say paisey kamain.google adsense say paisey earn karney kay liay hamain  aik adad achi website ki zaroorat hai.achi website in do plateform per bana saktay hain.

  • wordpress (recommended and most successful)
  • blogger (easy but not successful as wordpress)
ap indono plateform per website bana saktay hain.jub apki website achi hogi to google hamain approvekarey ga.phir hum google key ads apni website per lagain gay.aur earing start hogi

lekin google adsense say earning kay liay hamain apni website per visitors ki tadat achi lani hogi warna google adsense say hamain koi faida nahi hoga.is kam kay liay apko seo sekhna zaroori hota hai.wo bara mushkil kam hai aur mihnat bhi buhat lagti hai.



Socializer Widget By Blogger Yard
SOCIALIZE IT →
FOLLOW US →
SHARE IT →

2 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Forex trading is open 24 hours a day and therefore you need to ensure that the forex broker that you choose operates at all times of the day. 

    Forex Broker qualities

    ReplyDelete